Card Matter — har card ki tayyar wording

Card banane se pehle sochiye mat ki kya likhein. Yahan Nikah, Walima, Shaadi, Mehndi-Haldi, Aqiqah aur Birthday card ki tayyar wording hai, saath mein Eid aur Jumma Mubarak ke messages — Urdu, Hindi, Roman Urdu aur English mein. Copy kijiye, apni jaankari bhariye aur usi se card bana lijiye.