Naam, tareekh aur venue bhariye — music ke saath chalta-phirta shaadi invitation video seconds mein taiyaar. Seedha WhatsApp par bhejiye.
1Design aur zabaan
Style, zabaan, cover aur design chuniye.
Invitation ka style
Mauka
Card ki zabaan (language)
🔥 Cover page (trending style)
Reels mein abhi jo style viral hain. Pehle ek aakarshak line aati hai, phir poora invitation.
Video ka andaaz
Design chuniye
2Naam aur details
Naam, tareekh, jagah, photo aur music — video saath-saath banta jayega.
Shaadi ki tafseel
Kisi bhi line ke saamne 🌐 dabakar uski alag zabaan chuniye — jaise dulhe ka naam Hindi mein, dulhan ka Roman mein. Phir us line ko usi zabaan mein likhiye (phone mein us zabaan ka keyboard on kar lijiye).
Dulhe ka naam
Dulhan ka naam
Dawat ka paigham
Tareekh
Waqt
Hall / jagah ka naam
Poora pata
Dawat dene wale (Muntazir)
Apni photo lagaiye (optional)Aapki photo sirf aapke phone mein rehti hai — kahin upload nahi hoti.
🎵 Background music
3Apne hisaab se badlein (optional)
Zaroori nahi — video pehle se achha hai.
⚙ Aur optionsChhape shabd · line badlein · font · animation · lambai · speed▾
🌐 Card ke chhape shabd
Heading (upar ki line)
Chhote shabd (farzand, ke hamrah)
Labels (tareekh, maqaam…)
✏️Card ko apne hisaab se banayeinLine hatayein, size badlein, apni line jodein
Bismillah
100%
Heading
100%
Dulha-dulhan ke naam
100%
Paigham
100%
Design wali line
100%
Tareekh aur waqt
100%
Jagah
100%
Pata
100%
Swagat karta
100%
Apni lines
Jaise: “RSVP: 98xxx xxxxx” ya “Khaane ka intezaam hai”.
Dulha-dulhan ke naam ka font
Animation effect
Text kaise aaye
Background ka halka zoom
Video ki lambai
Speed
4Download aur share
Preview ke neeche ke button se video (ya photo) banayein.
Card taiyaar ho raha hai…
Wedding invitation video maker — free, naam ke saath
Design software mein ghanton mehnat ki zaroorat nahi. Yahan dulha-dulhan ka naam, tareekh, waqt aur venue bhariye, design aur music chuniye — chalta-phirta shaadi invitation video seconds mein taiyaar. Muslim Nikah ke liye Islamic designs aur naseed, aur Hindu ya kisi bhi shaadi ke liye General designs (Shubh Vivah, genda phool, palace-lotus) shehnai ya piano music ke saath. शादी का इनविटेशन वीडियो · شادی کا دعوتی ویڈیو
Wedding invitation video free mein kaise banayein?
Islamic ya General style chuniye, design chuniye, dulha-dulhan ka naam, tareekh, waqt aur venue bhariye. 'Video download' dabate hi music ke saath 9:16 video ban jata hai — bilkul free, koi login nahi.
Kya Hindu shaadi ka invitation video bhi ban sakta hai?
Haan. 'General' style mein Shubh Vivah / Wedding Invitation wording, palace-lotus, genda phool aur floral designs hain, shehnai ya piano music ke saath. Hindi, Marathi, Gujarati, Bengali aur English mein.
Muslim Nikah ka video invitation milega?
Haan. 'Islamic' style mein Bismillah, Dawat-e-Nikah, Islamic designs aur naseed hain — Urdu, Hindi, Roman Urdu, Arabic aur English mein.
Video WhatsApp par chalega?
Haan, video MP4 (1080×1920) mein banta hai — WhatsApp, Instagram aur Facebook par seedha bhej sakte hain. Purane phone par 'Photo download' se card ki image le sakte hain.
Engagement / sagai / mangni invitation video kaise banayein?
Upar 'Mauka' mein 'Mangni / Sagai' chuniye — card par Sagai Samaroh / Dawat-e-Mangni wording aa jaati hai. Naam, tareekh aur venue bhariye aur music ke saath engagement invitation video free download kariye.
Card khulne wala (opening card) video kya hai?
'Card khulega' andaaz mein pehle cover aata hai, phir darwaze khulte hain aur Page 1 dikhta hai, phir page palat kar Page 2 par tareekh aur pata aata hai — bilkul trending e-invite jaisa.