The Panther Cards ยท Digital Wedding Cards

๐Ÿ“– Kahani Invite โ€“ aapke Nikah ki kahani

Aapki shaadi ki kahani 7 khoobsurat paintings mein: hall mein card par aapke naam, dawat-nama, Mehndi, Nikah, Walima aur parivaar ka shukriya โ€” ek link mein chalti hui, jaise ek chhoti film.

โ‚น199 ยท ek baar

1. Invite ki zabaan

2. Dulha-dulhan

3. Program

Kaun sa function
Kaun sa function
Kaun sa function

4. Khandan (duaon ke saath)

5. Alfaaz

Aapki zabaan mein tayyar lines โ€” jo chahein badal dijiye.

6. ๐ŸŽต Music

Mehmaan ke shuru karte hi ye dhun bajegi. Kisi bhi dhun par tap karke sun lijiye.

7. ๐Ÿ’ฌ RSVP

Mehmaan ka jawab (aayenge ya nahi, kitne log, kaun se function) is number par WhatsApp message ban kar aayega. Number na ho to RSVP nahi dikhega.

8. ๐Ÿ“ท Apni photos

8 tak photos jodiye โ€” invite mein khoobsurat gallery banegi. Quality kam nahi hoti.

๐Ÿ’พ Sab kuch isi phone mein apne aap save ho raha hai.

Kahani Invite โ€“ Nikah ka invite, ek chalti hui kahani

Shaadi ka hall jahan bade card par aapke naam likhe aate hain, dawat-nama Bismillah ke saath, Mehndi mein haldi lagata parivaar, khulta hua card, Nikah ka stage, Walima ka sunehra hall aur aakhir mein poore khandan ka shukriya. Har function ki tareekh, waqt, jagah aur map button ke saath, 8 zabaanon mein โ€” ek link jo mehmaan WhatsApp par kholte hi dekh sakein.

๐Ÿ‘‘ Premium invite ยท ๐Ÿ’Œ Free animated invite link ยท Digital Wedding Cards